Free download Kare most used professional hindi font?
In fonts ka adhik upyog sarkari offices jaise electricity or water bord aadi ke bill, official notice bhejne aadi me kiya jata hai.waise to hindi ke Unicode font ka pryog online or official purpose ki hard copy ke print lene ke roop me kiya jata hai lekin kahi-kahi hum dekhte hai ki lgaatar kisi ek hi font ka use karna thoda boaring sa lagne lagta hai or dusre type ke hindi font ka bhi use kahi-kahi kar liya jata hai. Apne topic or uski heading me change karke aap reader ya user ko bahut lambe samay tak special effect dalkar attract bhi kar sakrte hai.
Kisi bhi document ki hard copy ya print nikalne ke liye sirf hindi Unicode ka font hi hamesha best nahi rehta hai.kyonki hum apne Unicode font ke data ko kruti or devlisys font me convert karke ise Remington keybord ke layout me bhi le sakte hai. Isse hume ise complete or special look dene ke sath hi knowledge bhi upgrade kar sakte hai.
Generally in fonts me koi extra style nahi hoti hai, lekin inka glyph structure hi hai jo kisi bhi reader ko jaldi se attract karta hai.hamari daily life me use kiye jane wale 10 common fonts ko maine yaha series me add kar liya hai.in fonts ka use karke aap apne presentation ko perfect or mature look bhi de sakte hai.
10) Devlysys 160 Hindi Fonts:-
9) Amma Hindi Fonts:-
Font name: Amma Hindi normal, Font family: Amma Hindi font, Font style: normal8) Shivaji 01 Hindi Font:-
Font name: Shivaji Hindi font normal, Font family: Shivaji Hindi font, Font style: normal. Keyboard Layout Type: Marathi layout.7) Kanika Hindi Font:-
Font name: Kanika Hindi font normal, Font family: Kanika Hindi font, Font style: normal. Keyboard Layout Type: Remington gail layout.6) Bharatvani Hindi Font:-
Chandra hindi font:-
Font name: Chandra Hindi Font normal, Font family: Chandra Hindi Font, Font style: normal.
Comments
Post a Comment