Free Me Download Kare Anatomy of Hindi Font Design?
Devnagri script ki sabse badi visheshta yahi hai ki hum iski upyogita ko aadtan maan chuke hai matlab yeh hamari habbit me aa chuki hai ,iska sabse bada disadvantage yeh hai ki hum is script ke hum iske technical or scientist factor ko to ignore hi kar dete hai.
Kisi bhi script ko deeply janne se us lipi ke bare me detail me or adhik pata chalta hai or uski nayi-nayi baate hamare saamne aati hai.isse us bhasha ke critical words bhi hamari samajh me aate hai or us language ki knowledge or bhi jyada increase hoti hai.neeche di hui anatomy ki image ki help se hum kisi bhi devnagri word ki real situation aasaani se trace kar sakte hai -
Upar di gayi image se aapko pata chalta hai ki devnagri me kisi bhi word ko aage ,piche, beech me ya fir matra ke sath likhe jane par uski kya sthiti banegi or us word ka kya mehtv rahega.yeh image kisi bhi word ko base line se upper line tak ki actual place ko show karti hai or sath hi link provide karte huye uska ascending or descending order bhi conform karti hai.devnagri ke is example me aadhe word ka example bhi aa gaya hai jisko hive or hook ke sath image me clear kar diya gaya hai.
Devnagri ko padhne ya smjhne wala koi bhi user sabse pehle to yeh baat notice karta hai ki yeh shbdo ka ek pura sansaar hai or kisi bhi shbd ko likhne se pehle khichi jane wali iski pararall line iska rooftop kahi ja sakti hai.shbdo ka alag-alag uccharan bhi yahi se ensure hota hai.
Waise to matra lagne se us shbd ke arth me change aata hai lekin fir bhi wah line sabhi aavshyk varno ka space ensure karti hai.or alag-alag ucchharan ki bhinnta hi is puri varnmala ko ek character prdaan karti hai.
Yaha agar hum basic features ki baat kare to jo typeface seedhe, ghumaavdaar ya mote hote hai or devnagri me in teeno ka ek special adjustment available hai.yaha teeno hi category ka bina lost or ignore kiye perfect maching ke sath use kiya jata hai. in sab par thodi si saavdhani se dhyaan diya jaye to yeh sab ek sundar rachna ban jati hai.

Comments
Post a Comment